Search This Blog

Wednesday, 3 May 2017

O Baba Hum To Hain Tere - Lyrics

O Baba Hum To Hain Tere...
Tum bhi Baba.. Hamare Ho....

O Baba Hum To Hain Tere...
Tum bhi Baba.. Hamare Ho....

Tum hi Maat- Pita.. Tum hi ho.. Shikshak... 2
Tum hi Sad Guru... Sahare Ho...

O Baba Hum To Hain Tere...
Tum bhi Baba.. Hamare Ho....

1. Tumhi ne diya Jeevan.. Mamta se Paala hai,
    Jhulaya hai prem palkon Mein.. Dil me Sambhala Hai... 2
    Sada Haazir hoo.. Khidmat Mein... Jo Khud ko Hum Pe.. Vaare Ho...

O Baba Hum To Hain Tere...
Tum bhi Baba.. Hamare Ho....

2. Jag Saara Dhoondha Humne.. Koi na tha Apna,
    Jise Apna Samajhte The.. Vo tha Saara Sapna.. 2
    Hain Sab Sambandh.. Ab Tumse... Tumhi Aankhon ke Taare ho...

O Baba Hum To Hain Tere...
Tum bhi Baba.. Hamare Ho....
Tum hi Maat- Pita.. Tum hi ho.. Shikshak... 2
Tum hi Sad Guru... Sahare Ho...

O Baba Hum To Hain Tere...
Tum bhi Baba.. Hamare Ho....

No comments:

Post a Comment