Search This Blog

Tuesday, 16 May 2017

Jeet Liya Dil Baba Tune - Lyrics

Jeet liya Dil Baba Tune, Pyar humein karke,
Apna Banaya baba, Dular Humein karke

1. Teri meethi vaani, Sunkar dil kehta hai
    Tere Siva baba koi, Dil mein na Rehta hai
    Paa liya Sansaar Humne, Baba tumhe paake,
Apna Banaya Baba.....

2. Paramdham se Aakar humko, Jeevan Naya Diya
    Oo Pyaar ke Saagar Baba, Kitna Pyar Diya
    Rom - Rom Khil Jaaye, Ik Yaad Tumhe Karke
Apna Banaya Baba...

No comments:

Post a Comment