Search This Blog

Showing posts with label Paramdhaam Songs. Show all posts
Showing posts with label Paramdhaam Songs. Show all posts

Monday, 22 October 2018

Pyare Pyare Vatan Ud Chale Hum Aaj - Lyrics with Video


Pyare Pyare Vatan ud Chale hum Aaj
Mere Baba Ke Paas, Shiv Baba Ke Paas
Man mein lagan aur preet mein magan,
Chale baba ke paas, shiv baba ke paas
Mere Baba Ke Paas, Shiv Baba Ke Paas

1. Kitni khushiyan bhari aaj raahon mein hai,
Divya duniya samai, nigahon mein hai
Mujhe khud hi khud par hota hai naaz
Pyare Pyare Vatan ud Chale hum Aaj
Mere Baba Ke Paas, Shiv Baba Ke Paas

2. Mujhko Bhane hain, nazdeekiyan
Tumse samjhi hain jeevan ki baarikiyan
Taar bajne lage aur khanakte hain saaz
Pyare Pyare Vatan ud Chale hum Aaj
Mere Baba Ke Paas, Shiv Baba Ke Paas

3. Tumse milke ye jeevan pyara laga
Meri taqdeer ka har sitaara jaga
Pyar tera bana mere Sar ka Taaz
Pyare Pyare Vatan ud Chale hum Aaj
Mere Baba Ke Paas, Shiv Baba Ke Paas






प्यारे प्यारे वतन उड़ चले हम आज, 
मेरे बाबा के पास, शिव बाबा के पास 
मन में लगन, और प्रीत में मगन,
चले बाबा के पास, शिव बाबा के पास
मेरे बाबा के पास, शिव बाबा के पास.

 १. कितनी खुशिया भरी आज राहों में है,
दिव्य दुनिया समाई निगाहों में है
मुझे खुद ही खुद पर होता है नाज़
प्यारे प्यारे वतन उड़ चले हम आज, 
मेरे बाबा के पास, शिव बाबा के पास 

२. मुझको भाने लगी हैं नज़दीकियां,
तुमसे सीखी है जीवन की बारीकियाँ
तार बजने लगे और खनकते हैं साज़
प्यारे प्यारे वतन उड़ चले हम आज, 
मेरे बाबा के पास, शिव बाबा के पास

३. तुमसे मिलके ये जीवन प्यारा लगा,
मेरी तक़दीर का हर सितारा जगा
प्यार तेरा बना मेरे सर का ताज
प्यारे प्यारे वतन उड़ चले हम आज, 
मेरे बाबा के पास, शिव बाबा के पास



Thursday, 17 May 2018

Aaj Samay Kitna Sundar Hai - Lyrics with Mp3



Aaj Samay kitna sundar hai, Aaj ka divas mahaan...
Shiv baba se milne nikli, Brahma ki santaan..
Aaj samay kitna sundar hai..
1. Halke halke panchhi ban.. aakash mein udtae jaate hain..
Suraj chand sitarae bhi, pichhe rehte jaate hain..
Shiv baba se milne nikli brahma ki Santaan...
Aaj Samay kitna sundar hai...

2. Paramdham beyhad ke ghar mein.. ye dekho kya chamak raha hai
Suksham bindu, divya sitaara, Jag mag - jag mag damak raha hai
Yahi to apne Shiv Baba hai..Jo karte hain.. kalyaan,
Aaj Samay kitna sundar hai...

3. Gyan ke saagar , Prem ke saagar Anand roop banate hain
Unki mahima kitni nyari, kya kya gunn siklhate hain,
Dhanya wo bachche , jo bante hai.. hain unki santaan
Aaj Samay kitna sundar hai...



आज समय कितना सुन्दर है, आज का दिवस महान 
शिव बाबा से मिलने निकली, ब्रह्मा की संतान
आज समय कितना सुन्दर है.... 

1. हलके हलके पंछी बन आकाश में उड़ते जाते हैं
सूरज चाँद सितारे भी, नीचे रहते जाते हैं
शिव बाबा से मिलने निकली..
आज समय... 

2. परमधाम बेहद के घर में, ये देखो क्या चमक रहा है
सूख्श्म बिंदु, दिव्य सितारा, जग मग जग मग दमक रहा है
यही तो अपने शिव बाबा हैं, जो करते हैं कल्याण
आज समय .. 

3. ज्ञान के सागर प्रेम के सागर आनंद रूप बनाते हैं
उनकी महिमा कितनी न्यारी, क्या क्या गुण सिखलाते हैं
धन्य वो बच्चे जो बनते हैं, हैं उनकी संतान
आज समय....  









Monday, 25 September 2017

Mann Re Vaapas Chal - Lyrics with Mp3 and Video


Mann re....  
Mann re vaapas chal apne ghar
Poora hua naatak ab to idhar

Janam janam ka phera lagaaya
yug yug ka .. chakkar lagaaya
Jod le nata Prabhu se apna.
paana hai prabhu saath agar.
Mann re....

Sukh dukh aur paap punya mein
soch le ab tak kya hai paaya.
Sadahna ki doli mein bithaale..
Jeevan mukti ka ye safar
Mann re...
---------------------------------------------------------------------


मन रे... मन रे वापस चल अपने घर 
पूरा हुआ नाटक अब तो इधर
मन रे...

१. जनम जनम का फेरा लगाया
युग युग का चक्कर लगाया
जोड़ ले नाता प्रभु से अपना
पाना है साथ अगर
मन रे... 

२. सुख दुःख और पाप पुण्य में
सोच ले अब तक क्या है पाया
साधना की डोली में बिताले
जीवन मुक्ति का ये सफर
मन रे.... 





Thursday, 4 May 2017

Jana Hai Hamein Apne Param Dham - Lyrics

Jaana Hai Hamein Apne paramdhaam,
Jaana Hai Hamein Apne paramdhaam, Jahan deh Na Hai, Na Deh Ka Bhan..

1. Sooraj Chand Sitaron Ke paar, Us Ghar Mein Hai Shanti Apaar
     Vahan Pavitrata Aur Prakash, Karti Hai Vahan Aatma Nivaas

Jana Hai Hamein Apne Param Dham

2. Vahan Naa Karm Hai, Naa Dharm Hai, Na Sukh-Dukh ka koi Bharam Hai
    Aanand hi Aanand Vahan, Shiv Baba Rehte Hain Jahan...

Jaana Hai Hamein Apne paramdhaam,
Jaana Hai Hamein Apne paramdhaam, Jahan deh Na Hai, Na Deh Ka Bhan..