Search This Blog

Wednesday, 26 July 2017

O Baba Kya Aapse Main - Lyrics with Mp3 and Video


ओ बाबा क्या आपसे मैं दो बातें करलू
आओ बच्चे तुमको मै बाँहों में भरलू

१. आपने साकार में सीचि मधुबन की फुलवारी
कहाँ चल दिए छोड़ कर जब आयी अपनी बारी
आप कहे कुछ भी कैसे मैं ड्रामा कह दूँ
हो बाबा क्या आपसे...

२. ये तो जी बहलाने के लिए बातें हैं बहाना
आप लुटाते हम पर कितना खुशियों का खज़ाना
जी करता है इन पलों को मुठी में भरलू
ओ बाबा क्या आपसे...

३.  साथ आपके चलते चलते मंज़िल पर जायेंगे
पर इसके पहले आप से सबको मिलाने आपसे हम लाएंगे
सच होते इन सपनो को मैं नज़रो में भरलू
ओ बाबा क्या आपसे ...

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Oo Baba kya aapse mai do baatein kar lun
Ho aao bachche tumko mai bahon mein bhar lun

1. Aapne sakar mein seechi, madhuban ki fulvaari
    Kahan chal diye chhod kar, jab aayi apni baari
    Aap kahen kuchh bhi kaise mai Drama keh dun
Oo Baba....

2. Ye to jee behlane ke liye, baatein hain bahana
    Aap lutate hum par kitna khushiyon ka khazana
    Jee karta hai in palon ko mutthi mein bhar lun
Oo Baba....

3. Sath aapke chalte chalte manzil par jaayenge
    Par iske pehle sabko milane aapse hum layenge
    Sach hote in sapno ko main nazron mein bhar lun
Oo Baba....

Jhalak Tumhari O Pyare Bhagwan - Lyrics with Mp3 and Video

झलक तुम्हारी ओ प्यारे भगवन, पलक में भरके दिखा रहे हम
फ़लक से हम यही गा रहे,
कराने वाला करा रहा है, करनहार हम किये जा रहे

1. करन करावन हार तुम्ही हो, तुम्ही तो करते तुम्ही कराते
    बने हैं हम तो निमित्त केवल, हम अपनी उंगली भल लगाते
    उठा के अपने हाथों गोवर्धन, हमारी रक्षा किये जा रहे
कराने वाला करा रहा है...

2. है प्रसन्न प्रभु की पालना से, तुम्ही बने हो हमारे पालक
    वाह जो है सारे जग का मालिक, हम उसके प्यारे बने हैं बालक
    हुकमी हुकुम चला रहा है, हम सच्चे दिल से किये जा रहे
कराने वाला करा रहा है...

3. ये ज्ञान बुद्धि बल सब तुम्हारा, बस ध्यान इतना हमें है धरना
    हम भी तुम्हारे, सब है तुम्हारा, अहंकार किस बात का कारण
    तेरे हवाले कश्ती हमारी, बड़े प्यार से लिये जा रहे...
कराने वाला करा रहा है....


-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------



Jhalak Tumhari O Pyare Bhagwan, Palal me bharke dikha rahe hum,
Falak se hum yahi Gaa rhe..
Karane vala kara raha hai, karanhaar hum kiye ja rahe

1. Karan karavan har tumhi ho, tumhi to karte tumhi karate
    Banein hain hum to nimitt keval, hum apni ungli bhal lagate
    Utha ke apne hathon Govardhan, humari raksha kiye ja rahe
 Karane vala kara raha hai...

2. Hai prasann prabhu ki palna se, tumhi bane ho humare palak
    Wah jo hai sare jag ka maalik, hum uske pyare bane hain balak
    Hukumi hukum chala rha hai, hum sachhe dil se kiye ja rahe...
Karane vala kara raha hai...

3. Ye gyan budhhi bal sab tumhara, bas dhyan itna Humein hai dharna,
    Hum bhi tumhare, hai sab tumhara, ahenkaar kis baat ka karna
    Tere hawale kashti humari, bade pyar se liye ja rahe..
Karane vala kara raha hai




Friday, 21 July 2017

Pana Tha Jo Pa Liya- Lyrics with Mp3


पाना था जो पा लिया, कुछ भी रहा न पाना
बाबा मिले तो मनवा, गाये खुशी का गाना
पाना था जो .......

1. लाख जतन करती है दुनिया , प्रभु को पाने में
करते हैं अति मेहनत भक्ति में होकर दीवाने
फिर भी मिला न उनको , शिव का सही ठिकाना
बाबा मिले तो मनवा....

2. करता है शुक्रिया सदा ही, हरदम दिल ये हमारा
चमकाया तकदीर का बाबा, तूने हर एक सितारा
जन्नत का हमको दिया, अनमोल ये खज़ाना
बाबा मिले तो मनवा....

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...2
Baba mile to Manva.. Gaaye Khushi Ka Gaana...2
Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...
1. Laakh Jatan karti hai Dunia... Prabhu Ko pane
    Karte hain ati mehnat Bhakti me hokar deewane
    Fir bhi mila na unko... Shiv ka sahi thikana...
Baba mile to Manva.. Gaaye Khushi Ka Gaana...2
Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...
2. Karta Hai Shukriyaa Sada hi ... har dam Dil ye hamara
    Chamkaya takdeer ka baba... Tune har ek sitara
    Jannat ka humko diya.. Anmol ye khazana
Baba mile to Manva.. Gaaye Khushi Ka Gaana...2
Pana Tha jo Paa Liya....Kuchh bhi raha na Paana...

Monday, 17 July 2017

Aavaj ki Dunia Se - Lyrics with Mp3


Aavaj ki Dunia Se, Chalen Door Kahi Door Chalen (2)
Chand Sitaron se, Door Kahi Door Chalen
Aavaj ki Dunia Se..

1. Jahan Deh ka, Dunia ka, Koi bhan nahi hai
    Jahan Gam Nahi, Halchal Nahi, Toofan Nahi Hai
    Badi Shan se, Khushiyon Se, Bharpoor Ho Nikle..
Avaj Ki Dunia Se...

2. Vahan naa koi samay ki Seema, Rishton ka naa koi bandhan
    Badi saloni si madhur shanti hai, Ye samjhe jaane hamara hi man
    Sabhi shaktiyan, atindriya such, Khazane hamein mile..
Avaj Ki Dunia Se...


Prabhu Tere Rang Mein - Lyrics with Mp3


Prabhu Tere Rang Mein Hum Rang Gaye Aise
Humein lagta hai ki rahe, hum sang sada jaise

1. Milan ki Aash mein, kya kya sitam uthaye hain
    Nain bhi khoye, chain apne bhi hum gavayen hain
    tumko paye to jeevan naya paaye hain
    Jeene ki raah mil gayi, Prabhu humein kaise
Humein Lagta Hai ki rahe... 

2. Apni soorat teri soorat se mail khati hai
   Humein duniya se alag duniya ye nazar aati hai
   Bol tumhare kitne pyare, masti ruhani me rang gaye saare
   Lage pankh aaj kitne, umang bhare jaise
Humein Lagta Hai ki rahe..... 

3. Nahi pehchan teri thi jara bhagwan humein
    Fir bhi abhiman to tha gyan ka, bada hi humein
    Pyar mein aise bandha, Bana ke apna humein
    Koi dor ho bandhi jo, Patang mein jaise
Humein Lagta Hai ki rahe...




Sunday, 2 July 2017

Lo Prabhu Milan Ki Rut Aayi - Lyrics with Transalation and Mp3




Lo Prabhu milan ki rut aai
Goonj uthi hai shahanai
Palken Kholo alsai
li Dharati ne bhi angdai
Lo Prabhu milan ki rut aai.....

1. Kirnon ki baahen khole
    Pranon main Madhuras ghole
    Aao - aao gunjan hai
    Mangal madhur nimantran hai
Lo Prabhu milan ki rut aai...

2. Parivartan ki shubh vela hai
    Prabhu se mahamilan mela hai
    Vardaanon se man Bhar lo
    Aaj saphal jeevan kar lo
Lo Prabhu milan ki rut aai...

---------------------------------

Translation In English

Look, it is the season to meet God..


Look, it is the season to meet God
The flute is ehoing
Open your drowsy eyes
Even the earth seems to be awakening...
Look, it is the......

1. The Sun's rays are beckoning
Filling the souls with a sweet essence
Come, come the call is for you
There is an auspicious invitation...
Look, it is the ...

2. This is the auspicious time for transformation
This is gathering for the great meeting with God
Fill your mind with blessings
Make your life worthwhile now....
Look, it is the...

Meethe Bachche- Meethe Bachche - Lyrics With Translation and Mp3


"Meethe Bachche Meethe Bachche"
Bol ye kitne meethe hain
Meetha humain banaate Baba Aap bade hee meethe hain...


1. Hum kahate kurban aap pe, Baba ye dil-jaan hai
   Jaan nahin,  kurban bachcho, karna tumhen jahan hai
   Pyar bhari in shikshaon se, sab ke dil ko jeete hain
Meethe Bachche Meethe Bachche......

2. Kaar chun liye, khushbu bhar, Har jindagi mahkai hai
    Naach uthe hai man-mayur jab, Murli madhur sunai hai
    Esi raag mainbhagya jagana aap, Se hum bhi seekhe hain....
Meethe Bachche Meethe Bachche....

3. Naaj uthate hamein bithate, Aap to apne kandhon par
    Yaad-pyar de karte Namaste, Bali-bali jaate bachchon par
    Aise pyaar ka madhuras peeke, Sabras lagte pheeke hain
Meethe Bachche Meethe Bachche.......


-------------------------------------------------

Translation In English..


"Sweet children, sweet children"
how sweet are these words
Baba you make us sweet, how sweet You are...

1. We say we sacrifice our heart and life unto You Baba
Not just your life(jaan), children,
You should give up this world(jahaan)
With these teachings filled with love
You have won our hearts
Sweet children, sweet children...

2. You have taken away the thorns and
filled our lives with fragrance
Our mind dances like a peacock
When we listen to the melodious murli
With this melody we have learnt to awaken the fortune
Sweet children, sweet children...

3. You grace us, you make us sit on your shoulders
With your love, remembrance and salutations
You Sacrifice yourself to the children After tasting the sweet essence of your love,
everything else seemss tasteless
Sweet children, sweet children...