Search This Blog

Saturday, 6 May 2017

Nindiya Lekar Aayi - Lyrics with Mp3 and Video



Nindiya lekar aayi, Baba ki yaad Suhani
Nainoo mae bhar preetam ko, Soo Ja Tu... Aatma Rani
1. Chand Sitaroon se door chale, sab ki yaad ko bhool chale
    Amber ke sukh pane ko, soye Baba ke saya tale
    Khayal mein ek Baba ho, Soo Ja Tu... Aatma Rani
Nindiya le kar ....

2. Is tan se ho kar nyare, Soo jao Baba ke pyare
    Yaad ke Jhuloon mein jhulae, Baba ke duniya mae kho ja re.
    Nindiya ke saath ho Baba, Soo Ja Tu... Aatma Rani
Nindiya le kar ....





No comments:

Post a Comment