Search This Blog

Monday, 15 May 2017

Jyoti Bindu Parmatma Se - Lyrics

Jyoti Bindu Parmatma se, Ae Meri Aatma...
ab chal, Karle Milan,
Paramanand Ka Anubhav Kar Tu, Dhanya Bana Jeevan

Jyoti Bindu, Parmatma Se, Ae Meri Aatma
Ab Chal, Karle Milan (2)

1. Prabhu ki Prapti ka Mool Mantra Hai, Sampurna Samarpan
    Ae Aatma Chal Prabhu ko Saunp De, Tu Saara Jeevan
    Dekh Prabhu Tere Nikat viraaje, Karle Abhivaadan
Jyoti Bindu Partmatma Se..

2. Jyoti Bindu ke Prem Sindhu Mein, Chal Aaj Naha Le
    Parampita ka prem patra ban kar, Tu shubh Var Paa Le
    Kiran - Kiran ko Nirakh Nayan Se (2)
    Hoja Man mein Magan
Jyoti Bindu Parmatma SE, Ae Meri Aatma

ab chal, Karle Milan,
Paramanand Ka Anubhav Kar Tu, Dhanya Bana Jeevan

No comments:

Post a Comment